
Ek darya k kinaray 2 Sardar chamach se darya main dahi daal rahe thay
Pathan ne dekha tau poocha: Khocha ye kia karti?
Sardar: hum lassi bana rahe hein.
Pathan: Ha ha ha. O pagal k bacha log is liye tum per lateefa banata hai.
Itna lassi tumara baap piye ga?
Related Article:
0 comments:
Post a Comment